Wednesday, April 25, 2012

Aaj

Kabhi kabhi jab hota hu khush
aate hai mann mein vichar anek
sochta hu tab mai aksar, ki,
kya woh kal tha jo aaj nahi
ya aaj hai jo kal tha nahi?

nishkarsh toh iss baat ka ho pata nahi
par khushi aur gham ke yeh silsilay kabhi thamte nahi.

Or do they?

No comments: